Prostguardd-story-lp

Sheopals
Men's Prostate Wellness
Sheopal's ProstGuardd Tablets

Ayurvedic Support for Prostate & Urinary Wellness • 60 Tablets (1 Month)

Supports Normal Prostate Wellness
Aids Healthy Urinary Flow
Supports Healthy Ageing in Men
Eases Internal Discomfort Naturally

Trusted by 10 Lakh+ Customers

Advertorial • Sehat Ki Kahani

Raat Ko Bar-Bar Washroom Jaana Padta Tha… Mujhe Laga Yeh Bas Umar Ka Asar Hai, Par Asal Baat Kuch Aur Thi!

Namaste, mera naam Rakesh hai, umar 46 saal.

Yeh ek aisi baat hai jo maine aaj tak kisi se khulke nahi share ki thi — na apni wife se aur na doston se. Par mujhe lagta hai ki 40–45 ke baad bahut se mardon ko yeh pareshani hoti hai, bas koi khulkar bolta nahi.

Pichle ek saal se main raat ko kayi baar washroom jaane ke liye uthta rehta tha. Kabhi-kabhi toh peit ke neechle hisse mein dard bhi hota tha. Pehle lagta tha normal hai, par dheere-dheere yeh do baar, teen baar hone laga. Kabhi-kabhi toh sone ke ghante–dedh ghante baad hi neend toot jaati thi. Aur sabse zyada chidchidapan tab hota tha jab wapas aane ke baad bhi vahi bechaini rehti thi — asa lagta tha jaise phir se washroom jaane ki zaroorat padh jaayegi.

Aur phir dheere-dheere iska asar mere din par padne laga. Subah utho toh asa lagta jaise raat bhar soya hi nahi — thakaan aur chidchidapan bas bana rehta tha. Office mein bhi energy bahut low rehti thi, aalas aata rehta, aur ghar aakar bas chupchap leta rehta tha, na kisi se zyada baat.

विशेषज्ञ की सलाह

"40 की उम्र के बाद पुरुषों के शरीर में प्रोस्टेट से जुड़े बदलाव आना एक स्वाभाविक प्रक्रिया है। अक्सर लोग रात को बार-बार वॉशरूम जाने या पेट के निचले हिस्से में भारीपन जैसे शुरुआती संकेतों को केवल 'उम्र का असर' समझकर अनदेखा कर देते हैं। समय रहते शरीर के इन संकेतों को समझना और सही पोषण देना बेहद ज़रूरी होता है। आयुर्वेदिक जड़ी-बूटियों का सही संतुलन बिना किसी साइड इफेक्ट के ब्लैडर कम्फर्ट और पुरुषों की ओवरऑल वेलनेस को प्राकृतिक रूप से सपोर्ट करने में काफी सहायक हो सकता है।"

— आयुर्वेदिक विशेषज्ञ

Ek Sahi SalahPhir ek din mera cousin ghar aaya…

Usne notice kiya ki main baar-baar washroom ja raha hoon, kisi se zyada baat nahi kar raha aur bed par aise letta pada hoon jaise energy hi na bachi ho. Tab usne aakar poocha — "Bhaiya, kya ho gaya, itni low energy aur baar-baar washroom jaana pad raha hai?"

Maine himmat karke apni problem clearly usko bata di. Usne bataya ki yeh koi aam problem nahi, balki sahi time par dhyan na diya jaaye toh badi pareshani bhi ban sakti hai.

Phir usne samjhaya ki 40 ke baad mardon ki body mein kuch aise badlaav aate hain jo prostate health aur urinary comfort ko affect karte hain. Yeh koi bimari nahi jisse darna hai — yeh body ka ek natural phase hai jise sahi time par sahi nutritional support ki zaroorat hoti hai.

Tab usne mujhe Sheopal's ke ProstGuardd Tablets ke baare mein bataya.

Sheopal's ProstGuardd Tablets — Ayurvedic ingredients

Naya RastaJab maine shortcut ki jagah Ayurveda ka rasta chuna…

Sheopal's ProstGuardd Tablets ek Ayurvedic wellness supplement hai jo daily prostate health ko natural tarike se support karne ke liye banaya gaya hai. Yeh support karta hai:

💧

Urinary Comfort Support

Ismein maujood herbs Varuna aur Chandraprabha Vati bladder ki muscles ko natural support dete hain. Washroom se aane ke baad jo halka discomfort yaani peit ke neechle hisse mein dard hota hai, usmein kaafi madad kar sakte hain.

Energy Aur Stamina Support

Raat ko baar-baar uthne ki wajah se jo din bhar thakaan rehti hai, use door karne ke liye ismein Shuddh Shilajeet aur Gokshura jaise ingredients hain jo stamina aur energy levels ko support karne ke liye jaane jaate hain.

🌿

Overall Prostate Wellness

Iske baaki herbal extracts milkar ageing body ko zaroori nutrition dete hain, jisse urinary wellness aur comfort maintain karne mein madad mil sakti hai.

Asli Jadi-Butiyon Ki Shakti

ProstGuardd ke andar kya hai?

Har ingredient sadiyon se Ayurveda mein men's wellness ke liye jaana jaata hai.

Varuna Extract

Varuna Extract

Healthy urinary flow ko support karta hai.

Punarnava Extract

Punarnava Extract

Overall comfort ko support karta hai.

Gokshura Extract

Gokshura Extract

Men's wellness ke liye jaana jaata hai.

Shuddh Shilajeet

Shuddh Shilajeet

Male energy aur strength mein madad karta hai.

Gorakhmundi Extract

Gorakhmundi Extract

Internal comfort ko support karta hai.

Ek Faisla"Kya yeh sach mein support karega?"

Ek doubt tha mann mein. Socha — 3 mahine try karke dekhta hoon, kyunki results ke liye consistency zaroori hai. Maine isko apne daily routine ka hissa bana liya.

1
SubahBreakfast ke aadha ghanta baad — ek tablet
2
RaatDinner ke aadha ghanta baad — ek tablet

Mera Safar3 mahine ka vo safar…

Mujhe pata tha ki yeh koi overnight chamatkar nahi karega. Ayurveda dheere-dheere aur andar se kaam karta hai, isliye maine consistency maintain rakhi aur saath mein healthy diet bhi follow ki.

M1

Pehla Mahina

Shuruaat ke 15–20 din laga ki khaas farak nahi pad raha — jo normal hai, kyunki body natural herbs ko absorb kar rahi thi. Lekin mahine ke aakhir tak, wapas aane ke baad jo halka discomfort rehta tha, usmein thodi rahat mehsoos hone lagi.

M2

Doosra Mahina

Is mahine asli badlaav dikhna shuru hua. Jo raat ko 3–4 baar uthna padta tha, woh dheere-dheere kam hokar ek ya do baar par aa raha tha. Is wajah se meri neend poori honi shuru hui. Subah uthta toh pehle jaisi thakaan nahi hoti thi, body mein energy rehti thi.

M3

Teesra Mahina

3 mahine poore hote-hote body is natural routine mein poori tarah dhal gayi. Ab pehle se kaafi farak mehsoos hota tha aur baar-baar washroom jaane ki pareshani kaafi hadd tak manage hone lagi thi. Gehri neend aane se din bhar office mein energy bhi behtar rehti aur chidchidapan bhi khatam ho gaya tha.

SeekhSahi waqt par liya gaya ek sahi faisla…

Mera anubhav yahi kehta hai ki agar aapki umar 40 ke paar ho chuki hai, aur aap bhi har raat thakaan aur baar-baar washroom jaane ki problems se guzar rahe hain, toh ise aam baat samajhkar ignore mat kijiye.

Maine sahi waqt par shortcut ki jagah natural rasta chuna, aur aaj pehle se kai zyada behtar mehsoos karne laga hoon. Agar aap bhi apni daily lifestyle aur urinary comfort ko support karna chahte hain, toh Sheopal's ProstGuardd Tablets ko apni routine ka hissa banakar ek nayi shuruaat kar sakte hain.

As Seen In
ABP News Navbharat Times Hindustan Times Business Standard The Economic Times The Times of India
Sheopal's ProstGuardd Tablets
Free Consultation Book Karein Hamare Ayurvedic Expert aapko 24 ghante ke andar call karenge

Form submit karke aap hamari Privacy Policy aur Terms of Service se sahmat hote hain. Aapki jankari hamare saath poori tarah surakshit rahegi.

Aapki jankari 100% Surakshit Hai

Par ek baat dhyan rahe…

Yeh koi jadu ki goli nahi hai, na hi yeh kisi bimari ko raaton-raat khatam karne ya cure karne ki dawa hai. Yeh ek daily Ayurvedic wellness supplement hai jo umar ke saath body ko zaroori nutrition aur support deta hai, taaki hum ek comfortable aur behtar lifestyle jee sakein.

Har insaan ki body alag hoti hai, isliye iske results aur asar dikhne ka time bhi sabke liye alag ho sakta hai.

Agar aapko pehle se koi medical condition hai ya koi prescription medicines chal rahi hain, toh ise shuru karne se pehle ek baar apne doctor se salah zaroor le lein.